।। दोहा ।।
कबीर माया मोहिनी, जैसी मीठी खांड।
सतगुरु की किरपा भई, नहीं तौ करती भांड॥
भक्ति का बाग़ लगाओ।
मेवा निपजे रे अनंत सुमार ,
भक्ति का बाग़ लगाओ ।
इस काया की जमीन बनाओ ,
सूरत नूरत दोनों बेल जुटाओ।
बाओ रे सुखमय सीर ,
भक्ति का बाग़ लगाओ । टेर। …
मन माली ने रखलो हाली ,
तेरे बाग़ की करे रखवाली।
करे बाग़ की सार ,
भक्ति का बाग़ लगाओ । टेर । …
इस काया में बस रहया ठाकुर ,
जिनकी करलो पूरी चाकर।
ले चले बैकुण्ठ ,
भक्ति का बाग़ लगाओ । टेर। …
धन सुख राम बढ़ाओ गावे ,
हे कोई हरिजन बाग़ लगावे।
उत्तरे भव जल पार ,
भक्ति का बाग़ लगाओ । टेर। …
Bhakti Ka Baag Lagao Lyrics In Hindi
– Satguru Bhajan Lyrics
।। Doha ।।
Kabir Maya Mohini, Jaisi Meethi Khaand.
Satguru Ki Kirpa Bhayi, Nahin Tau Karti Bhaand.
Bhakti Ka Baag Lagao,
Bhakti Ka Baag Lagao.
Meva Nipje Re Anant Sumaar,
Bhakti Ka Baag Lagao.
Is Kaaya Ki Zameen Banao,
Surat Noorat Donon Bel Jutao.
Bao Re Sukhamay Seer,
Bhakti Ka Baag Lagao. (Ter)
Man Maali Ne Rakhlo Haali,
Tere Baag Ki Kare Rakhwali.
Kare Baag Ki Saar,
Bhakti Ka Baag Lagao. (Ter)
Is Kaaya Mein Bas Rahya Thakur,
Jinki Karlo Poori Chaakar.
Le Chale Baikunth,
Bhakti Ka Baag Lagao. (Ter)
Dhan Sukh Ram Badhayo Gaave,
He Koi Harijan Baag Lagave.
Uttre Bhav Jal Paar,
Bhakti Ka Baag Lagao. (Ter)














