राम नाम आधार जिन्हें, वो जल में राह बनाते हैं लिरिक्स

राम नाम आधार जिन्हें,
वो जल में राह बनाते हैं,
जिन पर कृपा राम करें,
वो पत्थर भी तिर जाते हैं ।।


लक्ष्य राम जी सिद्धि राम जी,
राम ही राह बनायी,
राम कर्म हैं राम ही कर्ता,
राम की सकल बड़ाई
राम काम करने वालों में,
राम की शक्ति समायी,
पृथक पृथक नामो से,
सारे काम करें रघुराई,
भक्त परायण निज भक्तो को,
सारा श्रेय दिलाते है,
जिन पर कृपा राम करें,
वो पत्थर भी तिर जाते हैं ।।


घट घट बसके आप ही अपना,
नाम रटा देते है,
नाम रटा देते है,
हर कारज में निज भक्तो का,
हाथ बटा देते है,
हाथ बटा देते है,
बाधाओं के सारे पथ्थर,
राम हटा देते है,
अपने ऊपर लेकर उनका,
भार घटा देते है,
पथ्थर क्या प्रभु तीनो लोक का,
सारा भार उठाते है,
जिन पर कृपा राम करें,
वो पत्थर भी तिर जाते हैं ।।


राम नाम आधार जिन्हें,
वो जल में राह बनाते हैं,
जिन पर कृपा राम करें,
वो पत्थर भी तिर जाते हैं ।।


Ram Naam Aadhar Jinhe Bhakti Geet Lyrics

Ram Naam Aadhar Jinhe
Woh jal mein raah banate hain
Jin par kripa Ram karein
Woh patthar bhi tir jaate hain ।।


Lakshya Ram ji, Siddhi Ram ji
Ram hi raah banayi
Ram karm hain, Ram hi karta
Ram ki sakal badaayi
Ram kaam karne walon mein
Ram ki shakti samaayi
Prithak prithak naamon se
Saare kaam karein Raghuraayi
Bhakt parayan nij bhakton ko
Saara shrey dilaate hain
Jin par kripa Ram karein
Woh patthar bhi tir jaate hain ।।


Ghat ghat baske aap hi apna
Naam rata dete hain
Naam rata dete hain
Har kaaraj mein nij bhakton ka
Haath bata dete hain
Haath bata dete hain
Baadhaon ke saare patthar
Ram hata dete hain
Apne upar le kar unka
Bhaar ghata dete hain
Patthar kya Prabhu, teeno lok ka
Saara bhaar uthaate hain
Jin par kripa Ram karein
Woh patthar bhi tir jaate hain ।।


Ram Naam Aadhar Jinhe
Woh jal mein raah banate hain
Jin par kripa Ram karein
Woh patthar bhi tir jaate hain ।।

Swar – Shri Ravindra Jain

Follow & Join Our Community

Related Posts

Leave a Comment

WhatsApp Chat Button